kahkashan
By muslim-shameemOctober 25, 2023
ye mausam dard ka ya nashshe ka hai
fuzun-tar hai kashish ku-e-butan ki
chubhan kanton ki thokar pattharon ki
khalish gham ki na yaad ab zakhm-e-jaan ki
bichha di hai teri chahat ne goya
meri rahon mein chadar kahkashan ki
fuzun-tar hai kashish ku-e-butan ki
chubhan kanton ki thokar pattharon ki
khalish gham ki na yaad ab zakhm-e-jaan ki
bichha di hai teri chahat ne goya
meri rahon mein chadar kahkashan ki
81197 viewsnazm • English