kitne baghaar

By ata-ur-rahman-tariqFebruary 5, 2024
sun saheli sun
baaten na baghaar
khana mazedar ho
banana mazedar


ek do tin chaar
kitne hain baghaar
rai ka baghaar
zire ka baghaar


methi ka baghaar
hing ka baghaar
kalaunji ka baghaar
pyaz ka baghaar


lahsan ka baghaar
mirchi ka baghaar
kadi patte ka baghaar
laung ka baghaar


ilaichi ka baghaar
sun saheli sun
shekhi na baghaar
dastarkhwan hai tayyar


69296 viewsnazmEnglish