main kahan KHuda DhunDun

By uzma-naqviJuly 14, 2021
ai meri jabin-sai
mere zard sajdon ka
tu hi kuchh bharam rakh le
khushk sard jangal mein


na-rasa iradon se
main kahan khuda dhundun
11296 viewsnazmEnglish