man ye batao zara mujhe
By ataur-rahman-tariqOctober 27, 2020
man ye batao zara mujhe
pipal bhige barish mein
kyon na wo sardi se khanse
man ye batao zara mujhe
meindak gay kya kyari mein
kyon na gala is ka baithe
man ye batao zara mujhe
chand akele baadal mein
raat raat bhar kyon bhage
man ye batao zara mujhe
pipal bhige barish mein
kyon na wo sardi se khanse
man ye batao zara mujhe
meindak gay kya kyari mein
kyon na gala is ka baithe
man ye batao zara mujhe
chand akele baadal mein
raat raat bhar kyon bhage
man ye batao zara mujhe
19745 viewsnazm • English