nazm

agar ye tum ho
to wo kaun tha jo

mere sath pachchis sal se
shana-ba-shana qadam se qadam ko mila kar

zindagi ke safar par
bade 'azm se

mere hath mein hath de kar chala tha
aur ye wa'da kiya tha

ki
wo aakhiri sans tak sath dega mera

tum ne dekha to hoga use
tum hi ab batao

achanak wo kab aur kahan kho gaya hai
mujhe aakhiri sans lene ki khatir zarurat hai us ki


Don't have an account? Sign up

Forgot your password?

Error message here!

Error message here!

Hide Error message here!

Error message here!

OR
OR

Lost your password? Please enter your email address. You will receive a link to create a new password.

Error message here!

Back to log-in

Close