sangam By Nazm << chacha nehru ka KHat bach... adhuri aarzu >> prayag mein mili hai jamuna se aa ke ganga pighla hua ye nilam bahta hua wo hira in ki judaiyon ne khincha hai naqsh-e-jauza in ki rawaniyan hain shan-e-khuda-e-yakta sangam ki sidhiyon par moti ludhak raha hai Share on: