taj-mahal
By harbans-mukhiaJune 7, 2021
punam ki raushni mein
taj-mahal
kamal ki sarhad ke is par
behad akela
aur bahut udas
jaise koi bala ki hasina
hujum ke bich khadi
har nigah se na-ashna
har nigah mein barahna
taj-mahal
kamal ki sarhad ke is par
behad akela
aur bahut udas
jaise koi bala ki hasina
hujum ke bich khadi
har nigah se na-ashna
har nigah mein barahna
68778 viewsnazm • English