Itni haya itna tabassum

By January 1, 2017
Itni haya itna tabassum

Itni haya itna tabassum kyu hai aaj in aakho me

Kyu bahak rahi hai tu kya basa hai in saanso me



Hai tu mera aks meri parchhai meri jaan tu

Aa main bhar du bas phool hi phool teri in raaho me.

5799 viewsOtherEnglish