aab-e-dariya mein hai jis tarah rawani pinhan

By January 1, 2017
aab-e-dariya mein hai jis tarah rawani pinhan
aab-e-dariya mein hai jis tarah rawani pinhan
jaise alfaz mein hote hain maani pinhan
naghma-gar! yunhi tere dard-bhare naghmon mein
hai mere dard-e-mohabbat ki kahani pinhan


33642 viewsqitaEnglish