aab-o-dana

By January 1, 2017
aab-o-dana
kabhi watan mein hamara bhi aab-o-dana tha
ye tab ki baat hai jab mulk mein khazana tha
tamam bank luteron ne mil ke lut liye
wo shakh hi na rahi jis pe aashiyana tha


58197 viewsqitaEnglish