gada hun mujhko lekin daulat-e-kaunain hasil hai

By January 1, 2017
gada hun mujhko lekin daulat-e-kaunain hasil hai
gada hun mujh ko lekin daulat-e-kaunain hasil hai
wo aaen ghar mere taqdir thi aisi kahan meri
main un ko dekh kar 'ehsan' ye mahsus karta hun
ki jaise mil rahi ho mujh ko umr-e-raegan meri


53605 viewsqitaEnglish