hazar dard shab-e-arzu ki rah mein hai
By January 1, 2017

hazar dard shab-e-arzu ki rah mein hai
koi thikana batao ki qafila utre
qarib aur bhi aao ki shauq-e-did mite
sharab aur pilao ki kuchh nasha utre
koi thikana batao ki qafila utre
qarib aur bhi aao ki shauq-e-did mite
sharab aur pilao ki kuchh nasha utre
21049 viewsqita • English