hota tha jinhen dekh ke masrur main afzal

By December 15, 2017
hota tha jinhen dekh ke masrur main afzal
hota tha jinhen dekh ke masrur main 'afzal'
aankhon mein meri ab wahi manzar nahin aate
hairan main hota hun yahi soch ke aksar
kya baat hai ab chhat pe kabutar nahin aate


17377 viewsqitaEnglish