in aansuon ko Tapakne diya na tha maine
By akhtar-ansari-akbarabadiMay 31, 2024
in aansuon ko tapakne diya na tha main ne
ki khak mein na milen meri aankh ke tare
main in ko zabt na karta agar khabar hoti
pahunch ke qalb mein ban jaenge ye angare

60405 viewsqita • English