jo puchhta hai koi surKH kyon hain aaj aankhen

By akhtar-ansari-akbarabadiMay 31, 2024
jo puchhta hai koi surkh kyon hain aaj aankhen
to aankhen mal ke ye kahta hun raat so na saka
hazar chahun magar ye na kah sakunga kabhi
ki raat rone ki khwahish thi aur ro na saka


51345 viewsqitaEnglish