kisi ki bewafai par wo akasr yaad aate hain
By sardar-khan-sozMay 10, 2021
kisi ki bewafai par wo akasr yaad aate hain
jo dekhe the meri aankhon ne manzar yaad aate hain
khalish ai 'soz' dil ki ab talak mere nahin jati
jo hathon mein the yaron ke wo patthar yaad aate hain

53363 viewsqita • English