koi hamdam hai na yawar hai na yar-e-bekas

By jigar-biswaniSeptember 4, 2023
koi hamdam hai na yawar hai na yar-e-bekas
bekasi dekh zara haalat-e-zar-e-bekas
yun na maut aalam-e-ghurbat mein kisi ko aae
chaar phulon ko tarasta hai mazar-e-'be-kas'


35225 viewsqitaEnglish