lakh kamsin sahi alhaD sahi masum sahi
By akhtar-bastaviApril 22, 2023
lakh kamsin sahi alhad sahi masum sahi
phir bhi wo dil ke ishaaraat samajh lete hain
un ko nadan to kahta hai zamana lekin
apne matlab ki wo har baat samajh lete hain
phir bhi wo dil ke ishaaraat samajh lete hain
un ko nadan to kahta hai zamana lekin
apne matlab ki wo har baat samajh lete hain
47793 viewsqita • English