log rakhte hain tasawwur se aqidat gahri
By akhtar-bastaviApril 22, 2023
log rakhte hain tasawwur se aqidat gahri
aur haqiqat ki jhalak dekh ke ghabraate hain
sanp ke naqsh ki karte hain parastish lekin
sanp zinda jo nazar aae to dar jate hain

12652 viewsqita • English