main moallim hun ki tadris hai mera shewa

By mohammad-kaleem-ziyaApril 23, 2021
main moallim hun ki tadris hai mera shewa
na-mohazzab ko main tahzib ki zau deta hun
meri hasti hai 'ziya' khalq o murawwat ka charagh
main zamane ko nae azm ki lau deta hun


21325 viewsqitaEnglish