par laga kar uDega nam tera
By January 1, 2017

par laga kar udega nam tera
le faqiran-e-mai-kada ki dua
khubsurat mughanniya! hans kar
shairon ko zara sharab pila
le faqiran-e-mai-kada ki dua
khubsurat mughanniya! hans kar
shairon ko zara sharab pila
60264 viewsqita • English