planning

By January 1, 2017
planning
walime kar liya tha dusron ka mal kha ke
so ab rishwat se bachchon ki musalmani karunga
guzishta sal to haj kar liya tha sud le kar
credit-card se is sal qurbani karunga


13078 viewsqitaEnglish