raat to kali thi lekin raat guzar kar subh jo aai
By January 1, 2017

raat to kali thi lekin raat guzar kar subh jo aai
aur ghate kam-tab ujale aur badhe zulmat ke sae
ab main sahar ke naghme ga kar khud ko kab tak dhoke dunga
hont hue jate hain zakhmi dil ka ye aalam baitha jae

81097 viewsqita • English