shab-e-wada jo tum nahin aate
By jigar-biswaniSeptember 4, 2023
shab-e-wada jo tum nahin aate
yaad hum bar bar karte hain
nind aati nahin hamein shab-bhar
raat-bhar intizar karte hain
yaad hum bar bar karte hain
nind aati nahin hamein shab-bhar
raat-bhar intizar karte hain
37503 viewsqita • English