tarif

By badr-muneeruddinAugust 19, 2023
itni sundar itni sughad itni ziyaada nek
rashk mujhe khud par aata hai karta hun jab ghaur
begam teri is se ziyaada kya tarif karun
kash tumhaare jaisi mujh ko mil jati ek aur


64113 viewsqitaEnglish