zamin-o-ahl-e-zamin ke banane wale sun

By akhtar-ansari-akbarabadiApril 18, 2023
zamin-o-ahl-e-zamin ke banane wale sun
tera ye dhang hai kitna ajib aur nyara
ki dast-e-khas se apne achhuti ek murat
banai aur bana ke zamin pe de mara


55677 viewsqitaEnglish