aadam ko ye tohfa ye hadiya na mila

By January 1, 2017
aadam ko ye tohfa ye hadiya na mila
aadam ko ye tohfa ye hadiya na mila
aisa to kisi bashar ko paya na mila
allah-ri latafat-e-tan-e-pak-e-rasul
dhunda kiya aaftab saya na mila


47953 viewsrubaaiEnglish