aaghosh mein aa ki kaamrani kar lun

By January 1, 2017
aaghosh mein aa ki kaamrani kar lun
aaghosh mein aa ki kaamrani kar lun
kuchh roz khushi se zindagani kar lun
ek jam-e-mai-e-tarab pila de saqi
fani hai hayat jawedani kar lun


54305 viewsrubaaiEnglish