aalam-o-masaib mein giraftar sahi

By January 1, 2017
aalam-o-masaib mein giraftar sahi
aalam-o-masaib mein giraftar sahi
ek johd-e-musalsal ka saza-war sahi
kya samjhenge ahbab tabahi meri
main lakh baghawat ka gunahgar sahi


36682 viewsrubaaiEnglish