aalam-o-masaib se laDa karte hain

By January 1, 2017
aalam-o-masaib se laDa karte hain
aalam-o-masaib se lada karte hain
har ranj ko hans hans ke saha karte hain
har gham hamein paigham-e-tarab deta hai
hum gham ke talabgar raha karte hain


13794 viewsrubaaiEnglish