ai shah-e-junun tere irfan ko salam

By January 1, 2017
ai shah-e-junun tere irfan ko salam
ai shah-e-junun tere irfan ko salam
ai chaak-e-jigar is tan-e-uryan ko salam
hashmat ka talabgar na tha jah-pasand
ghaarat-gari-e-aish-o-saman ko salam


10105 viewsrubaaiEnglish