daryaft kare wazn hawa ka mujhse
By January 1, 2017

daryaft kare wazn hawa ka mujh se
puchhe wo kabhi rang sada ka mujh se
darta hun wo malum na kar baithe kahin
kya nata hai sawan ki ghata ka mujh se
puchhe wo kabhi rang sada ka mujh se
darta hun wo malum na kar baithe kahin
kya nata hai sawan ki ghata ka mujh se
27610 viewsrubaai • English