duniya bhi ajab sara-e-fani dekhi
By January 1, 2017
duniya bhi ajab sara-e-fani dekhi
har chiz yahan ki aani-jaani dekhi
jo aa ke na jae wo budhapa dekha
jo ja ke na aae wo jawani dekhi
har chiz yahan ki aani-jaani dekhi
jo aa ke na jae wo budhapa dekha
jo ja ke na aae wo jawani dekhi
50700 viewsrubaai • English