hushiyar hai sab se ba-KHabar hai jab tak

By January 1, 2017
hushiyar hai sab se ba-KHabar hai jab tak
hushiyar hai sab se ba-khabar hai jab tak
bedar hai aalam pe nazar hai jab tak
paida hai sarir-e-kilk se ye aawaz
kar fikr-e-sukhan zaban-e-tar hai jab tak


53334 viewsrubaaiEnglish