iman ka taqaza hai ki KHuddar bano
By January 1, 2017

iman ka taqaza hai ki khuddar bano
zar-daron ki dahliz pe sajda na karo
zahrab mile ya rasan-o-dar 'obaid'
hargiz kisi qatil ko masiha na kaho
zar-daron ki dahliz pe sajda na karo
zahrab mile ya rasan-o-dar 'obaid'
hargiz kisi qatil ko masiha na kaho
98715 viewsrubaai • English