is bazm se maidan mein jaana hoga

By December 16, 2017
is bazm se maidan mein jaana hoga
is bazm se maidan mein jaana hoga
aiwan se bayaban mein jaana hoga
hoshyar ho tayyar ho zinhaar na so
kya jaaniye kis aan mein jaana hoga


48639 viewsrubaaiEnglish