kyun baat chhupaun rind-e-mai-nosh hun main

kyun baat chhupaun rind-e-mai-nosh hun mein
duniya kahti ki din-faramosh hun main
hasrat se girun to pa-e-saqi pe girun
jab khub sharab pi ke madhosh hun main
This is a great madhosh shayari sms. Please share if you liked this!!!