mai-KHana-e-kausar ka sharabi hun main
By January 1, 2017

mai-khana-e-kausar ka sharabi hun main
kya qabr ka khauf bu-turabi hun main
kahti hai ye chashm khush rakkho na mujhe
ai ahl-e-nazar mardum-e-abi hun main
kya qabr ka khauf bu-turabi hun main
kahti hai ye chashm khush rakkho na mujhe
ai ahl-e-nazar mardum-e-abi hun main
15656 viewsrubaai • English