maujon se lipaT ke par utarne wale

By January 1, 2017
maujon se lipaT ke par utarne wale
maujon se lipat ke par utarne wale
tufan-e-bala se nahin darne wale
kuchh bas na chala to jaan par khel gae
kya chaal chale hain dub marne wale


91902 viewsrubaaiEnglish