piri ki sapedi hai ki marta hun main

By December 15, 2017
piri ki sapedi hai ki marta hun main
piri ki sapedi hai ki marta hun main
jun shama dam-e-subh guzarta hun main
jannat ki hawa bhari hai sine mein 'bayan'
thandi thandi jo sans bharta hun main


36458 viewsrubaaiEnglish