rahmat ka tere ummid-war aaya hun

By January 1, 2017
rahmat ka tere ummid-war aaya hun
rahmat ka tere ummid-war aaya hun
munh dhanpe kafan mein sharmsar aaya hun
aane na diya bar-e-gunah ne paidal
tabut mein kandhon pe sawar aaya hun


45671 viewsrubaaiEnglish