ruKHsat abhi zulmaton ka Dera kar dun
By January 1, 2017

rukhsat abhi zulmaton ka dera kar dun
napaid jahan se andhera kar dun
suraj ke nikalne mein to hai der abhi
paimana utha do to sawera kar dun
napaid jahan se andhera kar dun
suraj ke nikalne mein to hai der abhi
paimana utha do to sawera kar dun
59323 viewsrubaai • English