sahraon ki baat zaron mein kahi
By January 1, 2017

sahraon ki baat zaron mein kahi
rudad-e-hayat istiaron mein kahi
hairat hai zamane ko aakhir kyun-kar
'parwez' ne dastan ishaaron mein kahi
rudad-e-hayat istiaron mein kahi
hairat hai zamane ko aakhir kyun-kar
'parwez' ne dastan ishaaron mein kahi
40463 viewsrubaai • English