sailab-e-bala raqs na farmae kahin

By January 1, 2017
sailab-e-bala raqs na farmae kahin
sailab-e-bala raqs na farmae kahin
sarkash-tufan na badh ke takrae kahin
sahil ka tawaf karne walo hoshyar
sahil pe bhi dariya hi na chha jae kahin


36511 viewsrubaaiEnglish