tarik hai raat aur duniya zaKHKhaar

By January 1, 2017
tarik hai raat aur duniya zaKHKhaar
tarik hai raat aur duniya zakhkhar
tufan bapa hai aur kashti be-kar
ghabraiyo mat ki hai madad-gar khuda
himmat hai to ja lagao khewa us par


45570 viewsrubaaiEnglish