DECENT SHAYARI

REFINED SHAYARIS ON DECENCY

Discover a collection of dignified shayaris that epitomize decency and sophistication. Let these verses resonate with grace and elegance, conveying refinement through poetic expression.

The best "om" is home! the best "age" is courage! the best "mile" is smile! the best "stand" is understand! the best "end" is friend! the best "day" is today! enjoy and live happy forever....!gn

-


Kareeb koi gam unke na aaye waqt unko kabhi na rulaye bhar jaye khushiyon se daaman unka khuda meri ye aarzoo kabhi na thukraye.

-


Speak the truth to all. it makes our heart lighter and our life easier
and we won't have to worry about which lie we've told to whom.

-


Soch mein kiski doob jaati ho
apna chain o sukoon gawati ho
karke tash heer raaz ki apne
tum zamane ko kyun sunaati ho


jab bhi hoti ho tum udas bahut besabab yuheen muskurati ho.

-


Kisi ne kaha tha kisi se na kehna lage chhot dil pe to khamos hi rahna jaha chot khana waha muskrana magar muskrana is adaa se ke ro de sara zamana.

-


Kabhi kissi ka dil dukha kar
man ka bahailaana nhi kiya
kisi ke aasu geere
aisa tmasha nhi kiya


deepo ko jalaya h apne lahunse
magar kbhi kisi jugnu ko kaidd kar ke
apne ghar me ujjala nhi kiya.

-


Sara jahan usika hai jo muskurana janta hai
roshni bhi usiki hai jo shama jalana janta hai
har jagah mandir
gurudwara hain


par ishwar toh usika hai joh sir jukana janta hai.

-


Khushiyon ki bhi koi dukan hoti or humein bhi uski pehchan hoti
bhar dete tera daman khushiyon se bhale uski kimat meri jaan kiyun na hoti.

-


Eyes full of tears are valuable
speech of the lips is very powerful
a heart full of love is very beautiful
world without people is very scary


and life without a friend is very boring.

-


Bhulana chaho to bhi yaad hamari aayegi
dil ki gehrai mein hamari tasvir bas jayegi
dhundne chale ho hum se behtar to yaad rakhna talash hum se shuru ho kar hum pe hi khatam ho jayegi.

-


Jaruri nahi ki sari duniya achhi nikale
saare pyar sachhe nikale
aye khuda
likh meri qismat dusri kalam se


jaruri nahi ki dusri kalam bhiachhii nikale.

-


The most tiring thing to do? - is to think the most expensive? - is to smile the hardest to regain? - is trust the most painful? - is loss the easiest escape? - is to pretend the most challenging? - to move on the bravest thing to do? - is to love the most effective solution? - is to pray...!!!

-


Main ne kaha tu to apna tha tu kyun chor gayi?
. a*jaan* . wo hans k b0li pagl zindagi b to apni h0ti hai wo kyun chor jati hai?

-


Pyara sa chehra
nashili awaaj
masum sa dil
sweet muskan


perfect personality
different andaaz
. . . ye to hui meri baat. aur btao
kaise ho janab...?

-


Bachpan mein sab se zayada pocha jane wala sawaal
bade ho kar kaya ban na chahte ho
us ka jawab ab ja kar mila mujhe
phir se bachpan jeena chahta hoon.

-


Kuch nahi milta jitni marzi wafa karlo
kisi se jab waqt wafa na kare. toh wafadar bhi bewafa ho jate hain!!

-


Hame apki jan nahi sirf sath chahiye jindgi ka ahsas chahiye jan to ek pal me le ja sakti hai hame apka sath jindgi ki akhiri sans tak chahiye.

-


Yaade zindgi ko hasin banati hai
kabhi khusi kabhi gam ke aansu jhalkati hai
yad karke dekho kisi ko dil se
wo yade hi hai jo muskan ban kar chehre pe aa jati he.

-


Bahut badnasib hai wo log
jo bina galti ke pyar me kisi ko bhula dete hai
khusnasib hai wo log
jo kisi ko chah kar bhi bhula nahi pate.

-


Jab apka naam juban par ata hai
pata nahi dil kyu muskurata hai
tasali ho jati hai mann ko koi hai apna jo har pal haste hue yaad ata hai.

-


Khush raho tum sada yahi rab se dua krte hai
bas isi tarah dil me basaye rakhna hame
bas kuch or nhi ham aap se yahi ek fariyad karte hai.

-


Dard jitna saha jaye utna hi sehna kisi ke dil ko lag jaye woh baat na kehna milte hain hamare jaise log bahut kam isliye hamse kabhi alvida naa kehna.

-


Aye dil mat kar itni mohabbat kisi se
ishq me mila dard tu sehna payega
ek din toot kar bikhar jayega apno ke haatho se
kisne toda ye kisi se keh bhi na payega!

-


Jan ke anjan banna accha lagta hai
usko apne liye pareshan karna accha lagta hai
wo karta rahe mujhse pyar ka ikraar baar baar
mujhko nadaan bankar sunna accha lagta hai!

-


Jo badal jaaye fir vo yaar kaisa jo toot jaaye fir vo sath kaisa log aksar kehte hai mujhe fir se pyaar hua par hum kehte hai jo fir se ho jaaye vo pyaar kaisa.

-