GILA-SHIKWA SHAYARI: VENT OUT YOUR COMPLAINTS AND REGRETS

EXPLORE THE DEPTHS OF GILA-SHIKWA SHAYARI

Immerse yourself in the emotional world of gila-shikwa shayari, where every word echoes the sentiments of complaint and regret. Let your heart pour out its grievances through the power of poetic expression. Find comfort in sharing your experiences of disappointment and connect with a community that understands and empathizes with your feelings. Allow the cathartic journey of gila-shikwa shayari to heal your soul and pave the way for emotional release and renewal.

उसके नामके मेले में अब शामिल हैं जो लोग वही क्या तुमको मालूम है उसकी बरबादी का कारन थे -संजय ग्रोवर

-


Shikwa rahe hmse gila rahe humse aarzu h bas yehi 1 silsila rahe hmse fasle ho darmiya ya khta ho koi dua hai bus yehi nazdikiya rahe hum

-


Agar tu hota to is subah ki baat hi alag hoti

Agar chahat ka ehsas tu hota
To is subah ki baat hee alag hoti



Lekin tu na hua mera kya
Gila shikwa karu



Agar subah hi tu hota
To is subah ki baat hee alag hoti.

-


Koi shikwa ni
gila bhi ni
tu bichda ni
par mila bhi ni


ek arsaa hua teri aawaz sune
ye berukhi na sahi lekin mohabbat ka sila bhi ni.

-


Mein khwabon mein tum se mila karta hoon.. hansta hoon rota hoon
shikwa gila karta hoon.. par keh na pata hoon haqeeqat tum se.. ae sanam! main tum se bahut pyar karta hoon ..

-


Main khwabon mein tum se mila karta hoon hansta hoon rota hoon shikwa gila karta hoon par kah na pata hoon haqeeqat tum se ae sanam main tum se bahut pyaar karta hoon.

-


Daulat nahi shohrt nahi amaanat ho tum meri.. gam se bhi dard se bhi zmaanat ho tum meri.. shikwa nahi gila nahi ibaadat ho tum meri.. khushiyan bhi muskaan bhi chaahat ho tum meri.

-


Mein khwabon mein tum se mila karta hun hansta hun rota hun shikwa gila karta hun par keh na pata hun haqeeqat tum se ae sanam main tum se bahut pyar karta hun.......

-


Luft e zndgi se bahut kuch seekhne ko mila.. kabi shikwa mila to kabi gila mila.. har mod par mila hume koi na koi.. magar chaahat thi jiski wo mujhe nahi mila..!

-


Hum khwabo me tumse mila karte hai
haste hai rote hai shikwa gila karte hai
par keh nahi pate hai haqiqat tumse
aye sanam hum tumse bahut pyar karte hai!

-


Hum khwabo me tumse mila karte hai
haste hai rote hai shikwa gila karte hai
par keh nahi pate hai haqiqat tumse
aye sanam hum tumse bahut pyar karte hai!!!

-


Zndgi se bahut kuch sikhne ko mila kabhi shikwa mila to kabhi gila mila har mod par mila koi na koi magar chahat thi jiski wo nahi mila..!

-


Koi gila na koi shikwa rahe aapse ye aarzo hai ek silsila rahe aapse bus ek choti si iltija karte hein hum bhoolna nahi chahe kabhi juda rahe aapseee

-


Koi gila na koi shikwa rahe aapse ye aarzoo hai ek silsila bana rahe aap se bas ek baat ki umeed hai aapse khafa na hona agar hum khafa rahain aap se.

-


Lutf-e-zindgi se bahut kuch seekhne ko mila kabhi shikwa milta tou kabhi gila mila har mod par mila koi na ko magar chahat thi teri par tu na mila

-


Meri khushi ki muddat itni hai faraz

guzar jati hai mere muskurane se pehle!

-


Wo jhooth bol raha tha bade saleeqe se

main aitbaar na karta to aur kya karta!

-


Koi gila na koi shikwa ab ham tujhse karenge
is jamane me ruswa na ham tujhe karenge
nafra hai agar tujhe in gushtaq nigaaho se
ham tujhe door se b ab na dekha karenge.

-


Once
a bengali babu went to gulzar to learn shayari.. gulzar sahib asked the bengali babu to repeat after him: "na gila karunga
na shikwa karunga... tum salaamat raho is duniya me
rab se yahi dua karunga." the bengali babu repeated: "na geela korega


na sukha korega.... tum saala
mat raho is duniya me
rob se yehi dua korega" gulzar fainted ...

-


Khud ko akelepan ka tana dia na karo
yadoan ka gila shikwa bhi na dia karo
kya bataye tumko kitna yaad karte hai
hissab lagana hai to apni saanse gin liya karo..

-


Khud ko akele ka tana na dia karo
yadoon ka gila shikwa bhi na kia karo
kya btaien tumko kitna karte hai yaad
hisab lagana ho toa apni sansien gin lia karo

-


Koi gila na koi shikwa rahe aapse
ye aarzo hai ek silsila bana rahe aapse
bas ek baat ki bari umeed hai apse
pehchaan lena agar kahi hum mile aaapse.

-


Dard-e-dil kisi ko hum bataya nahe karte zakhm-e-dil kisi ko hum dikhaya nahi karte gila shikwa kisi se hum kiya nahe karte aur naam us ka hum liya nahe karte.

-


Unhe afsos hai ki mai unse mila nahi shikwa tha dil me magar koi gila nahi. khair jo hona tha so to ho hi gaya itezar hua magar phool koi khila nahi

-


Jis ki yad hai dil me nishani ki trah
wo bhul gaye hume kahani ki trah
shikwa or gila kare bhi to kaise kare. janab yada bhi karte hai to mehrbani ki trah.

-