sahaaraShayari By Meeraji13 Jan 2021 01:27:16 AMNazmos ki bundon mein namkini nahin phul gar chahe ki apni raat ke anjam ko ek hi lamhe mein yaksar jaan le us ko lazim hai hawa ke sard jhonke se kahe [...] Continue Reading... Share on:
kai sitare chamak rahe hainShayari By Meeraji13 Jan 2021 01:26:22 AMNazmlaraz laraz kar damak rahe hain magar jab aaega din ka chita aur un sitaron ka waqt bita to aasman ke nukile jugnu [...] Continue Reading... Share on:
juzw aur kulShayari By Meeraji13 Jan 2021 01:25:37 AMNazmsamajh lo ki jo shai nazar aae aur ye kahe main kahan hun kahin bhi nahin hai samajh lo ki jo shai dikhai diya karti hai aur dikhai nahin deti hai wo yahin hai [...] Continue Reading... Share on:
din ke rup mein raat kahaniShayari By Meeraji13 Jan 2021 01:24:53 AMNazmraat ke phaile andhere mein koi saya nahin jhilmilate hue kamzor sitare ye kahe jate hain chand aaega to sae bhi chale aaenge raat ke phaile andhere mein koi saya nahin hota hai [...] Continue Reading... Share on:
DarShayari By Asif Izhar Ali18 Jan 2021 03:21:22 AMNazmumr ki dhup dhalne wali hai zindagi sham karne wali hai koi aawaz de raha hai mujhe sath chalne ko kah raha hai mujhe [...] Continue Reading... Share on:
chale aanaShayari By Asif Izhar Ali12 Jan 2021 04:20:30 PMNazmye sach hai tum jahan ho wo jagah jannat ki manind hai wahan ke nuqrai din mein diwali jaisi raaten hain sunahri zindagi ka lamha lamha jagmagata hai [...] Continue Reading... Share on: