tumhaare pas pahunch jaenge ghaDi-bhar mainShayari By 23 Apr 2024 06:56:10 AMQitatumhaare pas pahunch jaenge ghadi-bhar mein guman ye kaisa shikasta paron pe hota hai tumhaare sahn mein jab chandni utarti hai hamare shahr mein suraj saron pe hota hai [...] Continue Reading... Share on:
muddat ke baad KHwab mein aaya tha mera bapShayari By 22 Apr 2024 04:10:10 PMQitamuddat ke ba'd khwab mein aaya tha mera bap aur us ne mujh se itna kaha khush raha karo pahle to us ne gham ke fawaed bayan kiye phir waqfa le ke kahne laga khush raha karo [...] Continue Reading... Share on:
main ek muddat se sochta hunShayari By 21 Apr 2024 04:44:57 PMQitamain ek muddat se sochta hun ki apni be-nam wahshaton ka nafas nafas tere nam likkhun ya tujh ko bas ek salam likkhun [...] Continue Reading... Share on:
waqt ke sath sath insan kaShayari By 21 Apr 2024 02:39:41 PMQitawaqt ke sath sath insan ka ek 'ajab rang hota jata hai himmaten sath chhod deti hain daera tang hota jata hai [...] Continue Reading... Share on:
wo jin mein teri KHushbu bas gai thiShayari By 20 Apr 2024 09:53:39 PMQitawo jin mein teri khushbu bas gai thi unhi kapdon ko phir se dho raha hun wahi chhatri hai ab bhi barishon mein wahi kambal hai jis mein so raha hun [...] Continue Reading... Share on:
qarib aa ki mohabbat ka ehtimam karenShayari By 20 Apr 2024 06:34:45 AMQitaqarib aa ki mohabbat ka ehtimam karen zamana bit gaya dil pe chot khae hue mujhe bhi ek nae zakhm ki zarurat hai tujhe bhi ho gai muddat mujhe satae hue [...] Continue Reading... Share on: