SHARAAB SHAYARI
INDULGING IN POETIC SPIRITS
Explore the art of sharaab shayari, where each verse intoxicates with the aroma and emotions of the beloved beverage. Delve into a collection of poetic expressions that convey the passion, mirth, and reflections invoked by sharaab, painting a vivid picture of its significance in the poetic spectrum.
Masti aankho me hoti hai
sharab me nahin. bhakti shradha me hoti hai
shabdo me nahin. tu b jaan le mere dost dosti dil me hoti hai
sirf sms me nahi.
sharab me nahin. bhakti shradha me hoti hai
shabdo me nahin. tu b jaan le mere dost dosti dil me hoti hai
sirf sms me nahi.
-
Gam is kadar mila ghabra k pee gaye
khushi thodi si mili mila ke pee gaye
yoon to na the janam se peene ki aadi
sharab ko tanha dekha taras kha ke pee gaye...
-
Yakeen pe yakeen dilate hain
dost. raah chalte ko pagal
banate hain dost. sharbat ki
jagh sharaab pilate hain dost
phir bhi nalayak bahut yaad
aate hain dost.
-
1 aadmi maszid me sharab p rha tha
kisine kaha – masjid me sharab mat piyo.. aadmi : pine de saki masjid me
warna wo jagah bata jaha khuda na ho..
kisine kaha – masjid me sharab mat piyo.. aadmi : pine de saki masjid me
warna wo jagah bata jaha khuda na ho..
-
Ye shayari likhna unka kam nahi
jo dil or ankho me basa karte hain
shayari to wo shaqs likhte hain
jo sharab se nahi kalam se nasha karte hain.
-
Kuch peete hai nasha chadana ke liye
kuch peete hai ghum bhulane ke liye
jane kyu duniya kehti hai sharab ko bura
sharabi to peeta hai muskurane ke liye.
kuch peete hai ghum bhulane ke liye
jane kyu duniya kehti hai sharab ko bura
sharabi to peeta hai muskurane ke liye.
-
Peene walo suno chhup kar na peeo
kabhi ishq aur sharab ko mila kar peeo
tum kahoge ke ye kaise mumkin hai yaar
saamne tum apne sanam ko baitha kar peeo.
kabhi ishq aur sharab ko mila kar peeo
tum kahoge ke ye kaise mumkin hai yaar
saamne tum apne sanam ko baitha kar peeo.
-
Dil pe jab se sharab ka
pehra lag gaya
gam ka andar aane ka raasta band ho gaya zubaan ne jab se sharab ko chhu liya
uska naam hamesha ke liye bhool gaya.
gam ka andar aane ka raasta band ho gaya zubaan ne jab se sharab ko chhu liya
uska naam hamesha ke liye bhool gaya.
-
Nasha hum karte the
ilzam sharab ko diya karte the
waise kasoor sharab ka nahi unka tha dosto
jinka chehra hum har glass me talash kiya karte the.!!
ilzam sharab ko diya karte the
waise kasoor sharab ka nahi unka tha dosto
jinka chehra hum har glass me talash kiya karte the.!!
-
Muje pata tha teri mohabbat..
ke sharab me zeher hai..
aye bewafa..
lekin tere pilaane me itna
junoon dikha.. ki..
hum thukraa na sake..!
-
Hum lakh acche hain par tum
kharab kehte ho
meri chahat ko jhoota khwaab kehte ho.. hum to aise badnaam ho gaye hain ki
paani bhi peeye to tum sharab kehte ho..!
meri chahat ko jhoota khwaab kehte ho.. hum to aise badnaam ho gaye hain ki
paani bhi peeye to tum sharab kehte ho..!
-
Gam is kadar mila ghabra k
pee gaye khushi thodi si
mili mila ke pee gaye yoon
to na the janam se peene
ki aadi sharab ko tanha
dekha taras kha ke pee gaye.
-
Mehafil main jab dekha achanak
unko
unse gujar kar aati hawa sharaab hone lagi
unhone aake haal pooch liya mera
jaane kyon meri haalat kharaab hone lagi.
unse gujar kar aati hawa sharaab hone lagi
unhone aake haal pooch liya mera
jaane kyon meri haalat kharaab hone lagi.
-
Tum kehte ho ki buri hai ye sharaab
maana ki ye sharaab nasha chadati hai
par pee hai
humne ne aaj is liye
kyu ki ye sharaab
tera gam bhulaati hai.
-
Mujhe pata tha teri mohabbat
ke sharab me zehar hai..
lekin tere pilane me itna
junoon dikha..
ki
hum thukra na sake..!
hum thukra na sake..!
-
Aaj koi aisa jaam pila sake…. nasha aisa ho ki us ki yaad aaye na…
pikar us jaam ko so jau mai… aur neend se koi mujhe jagaye na….
aisa jaam de jo dava bhi ho…. jise pine se koi dard mujhe rulaye na…
maine jise chaha hai wo mujhe chhod gayi…. ab chaha hai sharab ko kahi ye bhi mujhe chhod jaye na… !!
-
Kisi ke ashq peeyo lajjate milegi
Tumhe
Sharab pi ke koi mohtaram nahi
Hota
Hawa ke ek hi jhoke se bujh gaye
Hote
Agar hamare chirago me dam nahi
Hota...!!
Tumhe
Sharab pi ke koi mohtaram nahi
Hota
Hawa ke ek hi jhoke se bujh gaye
Hote
Agar hamare chirago me dam nahi
Hota...!!
-
Kuch peete hai
nasha chadana k liye
kuch peete hai ghum bhulane k liye
jane kyu duniya kehti hai sharab ko bura
sharabi to peeta hai muskurane k liye..
kuch peete hai ghum bhulane k liye
jane kyu duniya kehti hai sharab ko bura
sharabi to peeta hai muskurane k liye..
-
Unki aankhon ko dekha to hum
sharab pina bhul gaye
unke hothon ko chhua to hum jaam chhuna bhul gaye
ab hum kya batayein dosto unko bahaon me liya to puri duniya ko bhul gaye.!!
unke hothon ko chhua to hum jaam chhuna bhul gaye
ab hum kya batayein dosto unko bahaon me liya to puri duniya ko bhul gaye.!!
-
Chanchal mukhda bholi adaayein
Aur hothon par gulaab hain
Reshmi zulfein pyaari baatein
Aur aankhon mein sharab hai
Uska naam lekar dil
Dhadkta hai usme kuch
To alag si bat hai
Aur hothon par gulaab hain
Reshmi zulfein pyaari baatein
Aur aankhon mein sharab hai
Uska naam lekar dil
Dhadkta hai usme kuch
To alag si bat hai
-
Lage jo acchi tujhe
Wo sharab ban jaau
Tere liye mai mehakta
Gulab ban jaau jise tu pyar se
Har roz yaar padta hai
Mai sochti hu teri
Wo kitab ban jaau..!
Wo sharab ban jaau
Tere liye mai mehakta
Gulab ban jaau jise tu pyar se
Har roz yaar padta hai
Mai sochti hu teri
Wo kitab ban jaau..!
-
Tuu jhoomti botal lagti haii
Poora maikhana lagti haii
Mujhe aur nasha chadd jataa haii
Jab tuu naagan sii chalti haii
Ab bicchu kaate yaa saap daase
Tuune pyar kaa zehar pilaa diyaa
Mujhe ekk sharaabi banaa diyaa....!!!!!
Poora maikhana lagti haii
Mujhe aur nasha chadd jataa haii
Jab tuu naagan sii chalti haii
Ab bicchu kaate yaa saap daase
Tuune pyar kaa zehar pilaa diyaa
Mujhe ekk sharaabi banaa diyaa....!!!!!
-
Meri kabar pe mat gulaab leke
aana
na hi haathon mein chiraag leke
aana
payasa hu main barso se jaanam
botal sharab ki aur ek glass leke
aana..
-
Tu kuch kuch aisi lagti hai
meri janam
Jaisi dikhti hai
mujhe bahut chadd gayi
Hai shayed
tuu double role me lagti hai
Mujhe doo doo janam dikhti hai
tuune jaam
Labon se pilaa diyaa
haaye mujhe sharaabi
Banaa diyaa
mujhe ek sharaabi banaa diyaa!
meri janam
Jaisi dikhti hai
mujhe bahut chadd gayi
Hai shayed
tuu double role me lagti hai
Mujhe doo doo janam dikhti hai
tuune jaam
Labon se pilaa diyaa
haaye mujhe sharaabi
Banaa diyaa
mujhe ek sharaabi banaa diyaa!
-
Aksar nasha hame ho jata hai
or
ilzaam hamesha sharab par aata hai
kusoor us jaam ka nahi dosto
kusur to us chehere ka hai
jo hame us jaam mai najar aata hai
-